Mujhe sab pta hai k mujhse kon kon sadte hain,
Mere bare me vaahiyaat baatein kartein hai,
Peeth piche bhonkein,
saamne mujhse darte hai,
Mere aage aa k phir kyun paaji paaji karte hai?
Aise logon ko Ram Ram meri door se,
Vo bhi kya karein bichare hai majboor se,
Kalaa ki hai kami tabhi to chaalein chalte hai,
Ab tak papa ki pocket-money pe palte hai.
Ye meri hai dua,
rabb kare inhe kaamyab,
Mile paisa, mile daulat-shauhrat bhi behisaab.
Khaali dimaag hai unka jis mein shaitaan ka ghar,
Oye shaitaan!
Thoda tu bhi khuda se darr,
Kitna samjhaaun tujhe aisa na kar,
Kaka gal sun,
Ehda na kar,
Tainu kehnna mai,
Pange na kar,
What u want fame?
Money?
Aah Le, Aa fad!!!

No comments:
Post a Comment
Note: only a member of this blog may post a comment.